Hakikat na puchh mere fasane ki
Tere jate hi badal gayi hai nazar zamane ki
Log puchhte hain main khush nahi
Kya karun meri to aadat thi
Tere sang muskurane ki
Bohut dur ho mager bahut pass rahty ho…
Aankhon se dur sahi…
Mager dil ka pass rehty ho…
Mujhe bas itna batao …
Kya tum bi mera bina udas rehty ho.
Kitne chehre hain is duniya me
Magar humko ek chehra hi nazar aata hai,
Duniya ko hum kya dekhe,
Uski yadon me saara waqt guazar jaata hai……
Kya hua?
SMS factory me hadtal hai?
Ya inbox kangal hai?
Ya fir balance ka aakal hai?
Agar nahi to kyun bura haal hai?
SMS karo izzat ka sawal hai
Dur hote huye bhi Dosti ka Rishta nibhate hai aap,
Na jane kyun Dil ko lubhate hai aap,
Yeh kaisa karishma hai aap ka,
Jo hum ko itna yaad aate hai aap.
Dil kahta hain ki pathar pe likhu i miss you,
Or wo pathar tumhare ser pe de maru,
Taki tum he pata chale ki,
Tumhari yaad kitna dard deti hai.
Har mulakat ko yaad hum karte hai
Kabhi chahat kabhi judai ki aah bharte hai
Yun to roj tumse sapno mein bat karte hai par
Fir se agli mulakat ka intzar karte hai.
Aapki yaad aaye to dil kya kare,
yaad dil se na jaye to dil kya kare,
socha tha sapno mein mulaqat hogi,
magar neend hi na aaye to hum kya karen
Pane se khone ka maza aur hai,
Band aankho se dekhne ka maza kuch aur hai,
Aansu bane lafz aur lafz bane gazal,
Teri yaado ke saath jine ka maza kuch aur hai.
Har pathar pe likhu I MISS U,
aur wo har pathar aapko maru,
taki aapko ye ehsaas to ho
ke aapki yaad kitna dard deti hai