Dil ki zubaan wo samaj nahi pate,
Hoto se hum kuch kehe nahi pate,
Apni bebasi hum kis tarah kahe,
Koi hai jiske bina hum reh nahi pate.
Jab bhi kanjusi ka oscar ka nomination aayega,
Tera naam bhi usme zarur aayega,
Agar ye padkar bhi tune reply nahi kiya,
To pehla prize bhi tujhe mil jaayega
Zindagi jaise ek saza si ho gayi hai,
gamm ke saagar me is kadar kho gayi hai,
tum kar do ek SMS yeh guzarish hai meri,
tumari SMS ki adat si ho gayi hai.
Duniya mein koi kisi ke liye kuch nahi karta
Marne wale ke saath har koi nahi marta
Arey… Marne ki baat to door rahi
Yahan to zindgi hai phir bhi koi yaad nahi karta
Kitni jaldi mulaqat guzar jaati hai,
Pyaas bujhti nahin barsat guzar jaati hai.
Apni yaadon se keh do is tarah naa aaya kare,
Neend aati nahi aur raat guzar jaati hai.
Tera bhot memory aa rela tha,
Itna tem ho gela hai,
tere ko dekha bhi nai,
Akha life mei tere jesa 1 item mila apanko,
miss to karega
Chahta hoo tujhe pyar du
Dost par apni jindagi waar du
Jab tera message nahi milta to
Dil karta hai tere DIL me goli maar doooo…
Hitler raha nahi,
Saddam pakda gaya,
Bin Laden ka thikana nahi,
Veerapppan mara gaya,
Aap bhi dikhte nahin,
Lagta hai dharti par satyug aane wala hai
Dil se tera khayal na jaye to kya karun
Tu hi bata tu yaad aaye to mein kya karun
Hasrat to yeh hai ki ek nazar tujhe dekh lun
Magar kismat wo lamhe na laye to mein kya karun.