Purani haweli ke band pade kamre ki dhool bhari tasveer ke peeche lage jaale me fasi makdi ki poonchpar baithe machchhar ki kasam, I MISS U!
Suraj pass ho na ho, Roshni aaspas rehti hai,
Chand paas ho na ho, Chandini aaspas rehti hai,
Waise hi aap pas ho na ho,
aapki Yaadein hamesha paas rehti hai!
Subha ko yaad aayi to miss kiya,
dopahar ko yaad aayi to bahut miss kiya,
sham ko bhi yaad aayi aur heart ne attack kiya,
aur apun ne fauran sms kiya.
I am in hospital now.
After 5 minutes, I will be transfered to a surgery room.
The doctor told me, I will die if I stop receiving your SMS.
Zid apni na chhodi
Aur pyar bhara dil tod diya
Kuchh paiso k liye zaalim
Tumne sms karna chhod diya
Hum to sirf aapki baat kiya karte hain,
har dhadkan pe aapka naam liya karte hain,
aap ho hume apni jaan se bhi pyare,
tabhi to waqt bewaqt yaad kiya karte hain
Bhulna hamari aadat nahi,
Yaadashat chali jaye to aur baat hai,
Aap ki yaad aati hai har sans ke sath,
Sans toot jaye to aur baat hai.
Sitam dhaane ke bhi had hote hain
pass naa aane ke bhi had hote hain
rooth jaane ke bhi had hote hain
ek sms to kardiya karo
paise bachane ke bhi had hote hain
Tumse doori ka ehsaas jab satane laga,
Tere saath guzra har lamha yaad aane laga,
Jab bhi tumhe bhulne ki koshish ki,
Ae dost tu dil ke aur paas aane laga.
Ae Dost Itna To Yaad Kiya Hota,
Ek Pyaar Bhara Paigaam Bhej Diya Hota,
Kaise Jeete Hein Teri Yaad Mein,
Ek Baar Haal To Pooch Liya Hota