Apne hathoun ki lakeero mein basa le mujh ko
Mein hoon tera to naseeb apna banale mujh ko
Mujh se tu poochne aayi hai wafa ke mani
Yeh teri sada dilli maar na dale mujh ko
Apna pyaar ko chupa na sake
Dewaana dil pe kaboo pa na sake
Aaj itne karib se guzar gaye wo
Phir bhi unke hath hum tham na sake!
Dil mere seene se chura raha hai koi
Dur hokar bhi yaad aa raha hai koi,
Ae khuda mujhe usse ek bar milade,
Intezar mere liye kar raha hai koi.
Aap ki 1 Miss Call ek din ki khushi,
Aap ki 1 SmS 1 week ki khushi,
Aap ki 1 call 1 month ki khushi,
Aap ki 1 mulaquaat 1 year ki khushi,
Aur aap ka pyaar umar bhar ki khushi.
Yado ka ye karwa hamesha rahega,
Door jate huye bhi pyaar wohi rahega,
Maaf karna mil nahi paye aapse magar,
Yekin rakhna en aankhon mein intezar wohi rahega.
Har bar niche raheta hu main,
Par gam nahi hai kyuki geherai khojta hu main,
Har bar pichhe raheta hu main,
Par gam nahi hai kyuki ulta chalta hu main,
Har bar haar jata hu main,
Par gam nahi hai kyuki sahi rahata hu main,
Har bar late aata hu main,
Par gam nahi hai kyuki khushiya lata hu main,
Har bar jaan deta hu main,
Par gam nahi hai kyuki sachhe rishte ko zinda rakhta hu main.
Apne sare gham mujhe dedo,
Mein sari khushiyan tujhe deta hoon,
Jo sochi thi kabhi khud ke liye,
Wo sari duayein tujhe deta hoon.
Kiss is a key of love,
love is a lock of marriage,
Marriage is a box of children,
Children are the problem of India.
See how much problem a kiss can create
Stop kissing now.
Apko paakar ab khona nahi chahate.
Itna khush ho ker ab rona nahi chahate.
Yeh aalam hai hamara aapki judai ka.
Aankho mein ned hai magar sona nahi chahate.
Daar usse kehte hain,
Jo dil pe cha jaye
Aashiq usse kehte hai,
Jiska naam apne aap zuban pe aa jaye.