Hazrat Ali (A.S) ka farman hai .
Tmhary dost 3 hain:
1- Tmhara dost
2- Tmharay dost ka dost
3- Tmharay dushman ka dushman
HAZRAT ALI (A.S)
Doston k sath Tarz-e-sulook ko bayaan krte hue Farmaate hain
k
Agar kise ko apna Dost Banao to Apnay ko us ka Ghulaam Banado
Aur
Us se Wafaa Karooo..
SHER-E-KHUDA ka SHER jo soya FURAT par
us ke ALAM ka saya hai KUL KAINAT par
PANJEY ki 5 UNGLIAN deti hy ye khabar
khud PANJTAN ka HATH hai GHAZI ke HATH par
Dunya me sab sy taiz raftar kya chez hy?
BuLLet?
No
Awaz?
No
Light?
No
Answer: Dua kyn k dilse zuban tak pohchne sy pehle khuda tak pohach jati hai.
Kal Furset Na Milli Tu Kia Kero Gay ?
Kal Mohlet Na Milli Tu Kia Kero Gay ?
Roz Kehty Ho Kal Se Namaz Qaeim Keronga ,
Kal Agar Aankh He Na Khuli Tu Kia Kero Gay
Hazrat Ali (RA) ka Farmaan e Alishaan! Agar Tum Ussay Na Pa Sako Jise Tum Chahte Ho,Tu Ussay Zaroor Pa Lena Jo Tumhe Chahta Hai
Quinka Chahne Se, Chahai Jane Ka Ehsaas Ziyada Khubsurat Hota Hai
Hazrat Ali (RA) ka Farmaan e Alishaan!
Insaan Bhi Kitna Ajeeb Hai,
Jab Kissi Cheez Se Darta Hai Tou Us Say Dour Bhagta Hai.
Jab ALLAH Say Darta Hai Tou Us Kya Aur Qareeb Ho Jata Hai
Hazrat Ali (RA) ka Farmaan e Alishaan!
Ghareeb Woh Hai Jiska Koyi Dost Naho
Sabse Bada Gunah Woh Hai Jo Karne Walay Ki Naazar Mein Chota ho
Hazrat Ali (RA) ka Farmaan e Alishaan!
Tumhare 3 Dost Hain
1 Tumhara Dost
2 Tumhara Dost ka Dost
3 Tumhara Dushman Ka Dushman
Tumhare 3 Dushman Hain
1 Tumhara Dushman
2 Tumhara Dushman Ka Dost
3 Tumhara Dost Ka Dushman
Hazrat Ali (RA) ka Farmaan e Alishaan!
Aik Shakhs Ne Hazrat ALI R.A Sey Pooncha,
Q: Qarib Kya Hai?
A: Qyamat
Q: Aur Qareeb Ter?
A: Maut
Q: Ajeeb Kya Hai?
A: Duniya
Q: Aur Ajeeb Tar?
A: Talib-e-Duniya
Q: Wajib Kya Hai?
A; Touba
Q: Aur Wajib Tar?
A: Gunah Ka Fourun Bad Touba
Q: Mushkil Kya Hai?
A: Qaber Mein Utarna
Q: Aur Mushkil Tar?
A: Amal Ka Bagair Utarna