Eid leka aate hai dher sare khusiya,
Eid mita deta hai insan mai dooriyan,
Eid hai khuda ka aik nayab tabarok,
Eisi liye kahte hai sab EID MUBARAK
Koi itna Chahe Tumhe to batana,
Koi tumhare itne Naaz uthaaye to Batana,
EID MUBARAK to har koi Keh dega tumse,
Koi Hamari tarah kahey to batana
Guzre hue wasal ke din raat bhool ja
Milne na deinge ab hamein halaat bhool ja
Mausam badal gaye hain zamana guzar gaya
Ae dost tu bhi eid-e-mulaqaat bhool ja
Eid ke roz bhi majboor the taqdeer se ham
Ro paray mil ke gale aap ki tasveer se ham
Kash hum ek SMS hotay
bas aik click mey aap ky paas hoty
mana k aap hamy delete kar daitey
laikin kuch dair k liye tou hum aap ky paas hoty
or
bari khushi say kehtay EID MUBARAK
Eid leka aate hai dher sare khusiya,
Eid mita deta hai insan mai duriya,
Eid hai khuda ka ek nayam tabarok,
Eisi liye kahte hai sab EID MUBARAK
Sada haste raho jaise haste hain phool,
Duniya ki sare gham tumeh jaye bhool,
Charo taraf phailao khushion ka geet,
Eisi umeed ka sath Yaar tumhe…
MUBARIK ho EID.
Suhani dhoop barsat k baad,
Thori si hasi her baat k baad,
Usi tarah ho mubarak aap ko,
Yeh EID Ramadan k baad.
EID Mubarak
Jo log EID ka chand nikalney ka intezar ker rahay hain,
Un k liye Itla’an Arz hai k wo aram karain
kion k mera aaj ghar se bahir nikalnay
ka koi irada nahin hai
Rahoon Ki ye shaam aur yadoon ka ye sama
Apni palkoon mein hargiz sitare na layain gay
Rakhna Sambhal k tum chund khushiyan mere liye
Main laut k aaonga phir EID Manain gay…