Eid ki sachi khushi to apno ki deed hai,
Tum humse door ho to apni kya eid hai
Anyways, Warm EID Greetings to u & ur family
Is se pehle k EID ki shaam ho jaye,
Mera SMS auron ki tarha aam ho jaye,
Sare mob network jaam ho jayen
Aur EID wish kerna aam ho jaye…
“EID Mubarak“
Allah
Aap ko
brown
balo wali
neeli aankhon wali
Gulabi honton wali,
Patli kamar wali,
Khoobsurat seengoon wali
.
.
gayee(cow) atta karay qurbani k liye
Ameen
Khushyon k is pur masarrat moqay
per bohut bohat EID MUBARAK
dil ki gehraiyun say nikli hoi is dua k sath k…
Khuda aap ki aur aap k sab chanay walon ki zindagi
ko khushion Rehmaton aur kamiyabi say bhar day,
her gham,dukh aur dard ko aap sab say door….
bohut door ker day…Ameen
“EID Mubarak”
Yeh dua mangte hain hum eid k din,
Baqi na rahe aap ka koi gham eid k din,
Aap k angan mein utre har roz khushion bhara chand
or Mehakta rahe pholon sa chaman EID k din.
Aayee hai Eid Roz-e-Musarrat liye hoye
Bethey hain Teri Deed ki Hasrat liye hoye
Rabb kare tu sada hasdi rahe,
koi dukh tere nere vi na aave,
hor ki dua manga rabb to,
tenu sadi vi umar lag jaave!!!
Eid Dian Mubarakan Hoon Tanu
Deep jaltay jagmagatay rahay,
Hum apko aap hamain yaad aatay rahay,
Jub tuk zindagi hai, yeh dua hai hamari,
Aap eid k chand ki tarah jagmagatay raho.
EID MUBARAK
Jab kabi mai ne Tere Chand sa chehra dekha
Eid ho k na ho, Meri Eid ho jati hai
Suba jab bhi nikhar dekhna
Sham jab bhi bahar dekhna
Raat ko tanhai mein
Tare jab bhi her baar dekhna
Pyar ko sada abaad rakna
Pyar ko Eid k lamhon me yaad rakhna