Dub kar roshani dena,
Koi suraj se sikh le,
Dosti kar ke dard lena,
Koi mujh se sikhle,
Sms pa kar “Reply” na karna
Koi aap se sikhle.
Life can be hard, not always fun,
When night brings dark and morning brings sun,
When life seems tough and nobody seems 2 care,
Dil se yaad karna and I’ll be there.
Zindagi ke tufano ka sahil hai teri dosti,
Dil ke armano ki manzil hai teri dosti,
Zindagi banjaye jannat agar,
Maut ane tak sath rahe teri yeh dosti.
Har karz dosti ka ada karega kaun,
Jab hum hi nahi rahenge to dosti karega kaun.
Ay khuda mere dosto ko salamat rakhna,
Verna mere jeene ki dua karega kaun.
Riston ki dori kamzor hoti hai,
Aankhon ki baatein dil ki chor hoti hai,
Khuda ne jab bhi pucha dosti ka matlab,
Hamari ungli aapki aur hoti hai.
Yun to hum pecha kisi ka kiya nahi kartay,
Dard-e-dil diya aur liya nahi kartay,
Yeh dosti ka rishta aap say hai,
Warna itnay sms hum kisi ko kiya nahi kartay.
Mat puch sms ki inteha kahan tak hai,
Tu kanjusi kar le teri takat jaha tak hai,
Sms ki ummid hume nahi,
Hume to dekhna hai tu kanjus kaha tak hai.
Jo juadi mile woh hai gum,
Jo der se mile woh hai paisa,
Jo kisi kisi ko mile woh hai pyar,
Jo kismat se mile woh hain aap
Dil armaanon say houseful hai
Puray hoon gay ya nahin yeh doubtful hai
Yohn tu duniya main har cheez wonderful hai
Par zindagi aap jaisey dost say hi beautiful hai
Aaj kal apke SMS aana bandh ho gaya hai …..
Ki aaj kal apke SMS aana bandh ho gaya hai…
Khfa ho humse?
Ya balance kam ho gaya hai…