Eid ka din hay aaj to galay mil lay zaalim,
Rasm-e-duhniya bhi hay, moqa bhi hay, dastoor bhi hay!
deepak mein agar noor na hota
tanha dil youn majboor na hota
mein app ko “EID MUBARAK” kehne zaroor ata
agar app ka ghar itna door na hota
“EID MUBARAK
Kash hum ek SMS hoty
bas aik click mey aap ky paas hoty
mana k aap hamy delete kar detay
laikin kuch dair k liye tou hum aap ky paas hoty
or bari khushi say kehtay EID MUBARAK
Aaj Khuda ki hum par ho Meharbani,
Karde maf hum logo ki sari Nafarmani,
Eid K din aj aao mil k karain yeh hi wada,
Khuda ki hi rahon main hum chalain gay sada.
Sare Musalmanon ko EID MUBARAK.
Ramzan may na milsakey,
Eid may nazrein he milaa Loo…
Haath milaney se kya hoga.?
Seedha galey he lagaa Loo…
HaPPY EiD MubArAk
Kya Aap ne suna hai..?
BBC per
CNN per
PTV per
ARY per
GEO per
nahi suna..!
FM 100 per tou suna ho ga..!
Ager phir bhi nahi suna to Ab Parh Loo..
? EiD MubaraK ?
Teri deed jisko naseeb ho wo naseeb khushnaseeb hai,
Teri yaad hai meri zindagi tujhe dekhna meri EiD hai..
Eid mubarak
Apne Kia Socha SMS Nai Aayega..
Socha Yeh Dost Aapko Yunhi Bhool Jayega..
Yeh To Adat Hai Hamari Sataney Ki..
Warna iTna Piyara Dost EiD Par Kon Bhulana Chahay ga
—EiD MubaraK—
**** Chand Raat Mubarak !! ****
Wishing u kuch khatti,
Kuch meethi,
Kuch chatpati,
Kuch chulbuli
khushion se bhari
Eid Mubarak
zindagi ka her pal khushion se kam na ho
ap ka her din eid ke din se kam na ho
aisa eid ka din app ko hamesha naseeb ho
Jis main koi dukh koi ghum pass na ho
eid mubarak